Sahebaan, kadardaan, meharbaan Dil thaam ke baithiye kyun ki Ab aapke saamne tashreef la rahi hain Agra ki azeem fankaara Mallika-e-Husn, noor-e-nazar Mohatarma Mohini
Ladke o re ladke kahaan se aaya hai re tu Pyara hai re shaqal se Akal ka mara hai re tu (x2)
Haan jal gayi, haan jal gayi Meri baaton se tu jal gayi Haan khal gayi, tujhe khal gayi Meri beparwahi khal gayi Mohatarma tu kis khet ki mooli Hai zara bata
TV pe breaking news haaye re mera ghagra haaye Baghdad se leke Delhi via Agra (x2)
Main hawa � Toh ud ja Ghata � To mud ja Kali � Kahaan ki Adaa � Hat abhi
Bada besharam hai tu to lukkha hai bada Yeh kamar � chhupa le Nazar � Ghuma le Pata � Main poochun Umar � Tu jaane Dekho berukhi pe kaise atka hai pada
Haan dhal gayi re dhal gayi Tu shaam ki tarah dhal gayi Haan khal gayi tujhe khal gayi Meri bheparwahi khal gayi
Mohatarma tu kis khet ki mooli Hai zara bata Bematlab ki� Bematlab ki bakwaas tera ghagra Baghdad ho ya ho Delhi via Agra
TV pe breaking news haaye re mera ghagra Baghdad se leke Delhi via Agra
Haaye re mera ghagra Mera ghagra� ghagra aa aa� Haaye re mera ghagra aa.. Ghagra mera.. mera mera�
(Kya baat hai bhai�)
Main nasha � utar ja Khata � sudhar ja Itar � main soonghu Ghazal � main gaaun
Aise ban raha hai jaise koi tope hai Main maza � main chahoon Saza � main kaatoon Raza � main poochhoon Juaa � kyu kheloon Hopeless hai tu phir bhi thodi hope hai
Haan tal gayi, haan tal gayi Aafat ki tarah tal gayi Haan khal gayi, tujhe khal gayi Meri beparwahi khal gayi Mohatarma tu kis khet ki mooli Hai zara bata Udhti firti afwaah tera ghagra Baghdad ho ya Delhi via Agra
TV pe breaking news Haaye re mera ghagra haan Baghdad se leke Delhi via Agra
Ghagra ghagra tera ghagra ghagra Tera ghaghra ghaghra via agra