Churaake dil mera goriya chali Churaake dil mera goriya chali Udaake nindiyaan kahan tu chali Paagal hua, deewana hua Paagal hua, deewana hua Kaisi yeh dil ki lagi
Ho, churaake dil tera chali main chali Mujhe kya pata kahan main chali Manzil meri bas tu hi tu Manzil meri bas tu hi tu Teri gali main chali Oh, churaake dil mera goriya chali Churaake dil tera chali main chali
Abhi to laage hain chaahaton ke mele Abhi dil mera dhadkanon se khele Kisi mod par main tumko pukaaroon Bahaana koi bana to na loge
Agar main bata doon Mere dil mein kya hai To mujhse nigaahen Chura to na loge Agar badh gayi hai Betaabiyaan Kahin mujhse daaman
Kehta hai dil dhadakte hue Tum sanam hamaare hum to tumhaare huye Manzil meri bas tu hi tu Manzil meri bas tu hi tu Teri gali main chali Oh, churaake dil mera goriya chali Churaake dil tera chali main chali
Nahin bewafa tum Yeh mujhko khabar hai Badalti ruton se Magar mujhko darr hai Nayi hasraton ki Nayi sej par tum Naya phool koi Saja to na loge
Vafaayein to mujhse Bahut tumne ki hai Magar is jahan mein Haseen aur bhi hai Kasam meri khaa kar Itna bata do Kisi aur se dil Laga to na loge Dheere-dheere chori-chori Chupke-chupke aake mil Toot na jaaye pyaar bhara yeh dil
Manzil meri bas tu hi tu Manzil meri bas tu hi tu Teri gali main chali Churaake dil mera goriya chali